Zindagi Insan Ki Ek Dam Ke Sawa Kuch Bhi Nahin | Allama iqbal Urdu Poetry | shayari | Iqbaliyat

Zindagi Insan Ki Ek Dam Ke Sawa Kuch Bhi Nahin | Allama iqbal Urdu Poetry | shayari | Iqbaliyat

Allamaiqqbal

55 лет назад

2,353 Просмотров

Bang-e-Dra: 87

Ghazal

زندگی انساں کی اک دم کے سوا کچھ بھی نہیں
دم ہوا کی موج ہے رم کے سوا کچھ بھی نہیں

Zindagi Insan Ki Ek Dam Ke Sawa Kuch Bhi Nahin
Dam Hawa Ki Mouj Hai, Ram Ke Siwa Kuch Bhi Nahin

The life of Man is no more than a breath!
Breath is a wave of air, it is no more than a flow!

گل تبسم کہہ رہا تھا زندگانی کو مگر
شمع بولی گریہ غم کے سوا کچھ بھی نہیں

Gul Tabassum Keh Raha Tha Zindagaani Ko Magar
Shama Boli, Girya-e-Gham Ke Siwa Kuch Bhi Nahin

The flower was depicting life as a smile, but
The candle said that it is no more than a cry of grief!

راز ہستی راز ہے جب تک کوئی محرم نہ ہو
کھل گیا جس دم تو محرم کے سوا کچھ بھی نہیں

Raaz-e-Hasti Raaz Hai Jab Tak Koi Mehram Na Ho
Khul Gya Jis Dam To Mehram Ke Siwa Kuch Bhi Nahin

The secret of life is a secret till there is a confidante
When it is open, it is nothing more than the confidante!

زائران کعبہ سے اقبال یہ پوچھے کوئی
کیا حرم کا تحفہ زمزم کے سوا کچھ بھی نہیں؟

Zaeeran-e-Kaaba Se Iqbal Ye Puche Koi
Kya Haram Ka Tohfa Zamzam Ke Siwa Kuch Bhi Nahin

Somebody should ask the pilgrims of Ka’bah, O Iqbal
Is the gift of the Harem nothing more than Zamzam?

Allama iqbal Urdu Poetry | shayari | Iqbaliyat in urdu | Shikwa | Jawab-e-shikwa | Best urdu poetry | Urdu status poetry | Kalam-e-iqbal

Тэги:

#poetry #allamaiqqbal #iqbaliyat_in_urdu #shikwa #jawab-e-shikwa #allama_iqbal_urdu_poetry #2_lines_urdu_poetry #iqbal_about_death #bang-e-dra #bal-e-jibril #shayari #best_poetry #poetry_status #whatsapp_status #attitude_status #hindi_poetry #Zindagi_Insan_Ki_Ek_Dam_Ke_Sawa_Kuch_Bhi_Nahin #Dam_Hawa_Ki_Mouj_Hai #Ram_Ke_Siwa_Kuch_Bhi_Nahin
Ссылки и html тэги не поддерживаются


Комментарии: